Wazir-e-Aala Punjab Maryam Nawaz Umrah Ada Karne Saudi Arabia Pahunch Gai – ytri.xyz

Wazir-e-Aala Punjab Maryam Nawaz Umrah Ada Karne Saudi Arabia Pahunch Gai

Maryam Nawaz Jati Umrah Ki Adaigi Ke Liye Rawana Ho Gai

Is moqa par Pakistan Muslim League Nawaz (PML-N) ke sadar Nawaz Sharif ne unhein galay laga kar aur dhero duaon ke sath rukhsat kiya.

Nawaz Sharif Ki Dua Maryam Nawaz Aur Wafad Ke Liye

Nawaz Sharif ne Maryam Nawaz samait pore wafad ki sehat yaabi aur Umrah ki qubooliyat ke liye dua ki.

Shahbaz Sharif Ka Saudi Arabia Ka Daura

Wazeh rahe ke Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif guzashata roz 4 din ke dauray par Saudi Arabia rawana hue jahan unhon ne Saudi Wali-e-Ahd Muhammad bin Salman se mulaqat ki.

Leave a Comment